Roman script

tut gaya dil tut gaya

tut gaya dil tut gaya

mukkadar mera mujhse ruth gaya

mukkadar mera mujhse ruth gaya

tut gaya dil tut gaya

tut gaya dil tut gaya

kisko dikhau main is dil ke chhale

bade bemurabbat hai ye duniya wale

kisko dikhau mein is dil ke chhale

bade bemurabbat hai ye duniya wale

lut gaya koi lut gaya

lut gaya koi lut gaya

mukkadar mera mujhse ruth gaya

tut gaya dil tut gaya

tut gaya dil tut gaya

kya beeti hai mujhpe mujhe hi pata hai

main khamosh hun bas ye meri khata hai

kya beeti hai mujhpe mujhe hi pata hai

main khamosh hu bas yeh meri khata hai

fut gaya shisha fut gaya

man ka shisha fut gaya

mukkadar mera mujhse ruth gaya

tut gaya dil tut gaya

meri zindagi ne ye kya din dikhaye

karun kya ye meri samajh mein na aaye

meri zindagi ne ye kya din dikhaye

karun kya ye meri samaj mein na aaye

chhut gaya sab chhut gaya

mera majhi chhut gaya

mukkadar mera mujhse ruth gaya

tut gaya dil tut gaya

tut gaya dil tut gaya

har ek mod par berukhi bebasi hai

kahin par hai matam kahin par khushi hai

is aurat ko dekho ye majbur ma hai

kya kya na bachcho ki khatir kiya hai

koi bhar ke baitha hai apni tijori

koi baith kar karta kursi pe chori

kahin par ma beti bahen lut rahi hain

kahin par kisi ki dulhan lut rahi hain

gunehghar ko aaj milti azaadi

bas begunaho ko lagti hai fansi

bas begunaho ko lagti hai fansi

tut gaya dil tut gaya

tut gaya dil tut gaya

mukadar mera mujhse ruth gaya

tut gaya dil tut gaya

tut gaya dil tut gaya

Explore this song