Roman script

tufan tufan hai mera naam

tufan tufan hai mera naam

mai hu ek jhonka hawa ka 

chalna hi mera kaam

tufan tufan hai mera naam

ho tufan tufan hai mera naam

pholadi hai apne irade 

karne hai pure mujhe kuch wade

pholadi hai apne irade 

karne hai pure mujhe kuch wade

mujhe kuch wade karu mai to apne hi ji ki 

chahe kuch bhi ho anjam

tufan tufan hai mera naam

ho tufan tufan hai mera naam

pyar hai man me tan me agan hai 

ek hi dhun mujhe ek lagan hai 

pyar hai man me tan me agan hai 

ek hi dhun mujhe ek lagan hai 

ek lagan hai koi sang aaye na aaye

mujhe chalna hai subho sham

tufan tufan hai mera naam

ho tufan tufan hai mera naam

dhan walo se chhin ke dhan ko

bant raha hu mai nirdhan ko

dhan walo se chhin ke dhan ko

bant raha hu mai nirdhan ko

mai nirdhan ko kahi koi kah ke lutera 

mujhe kar na de badnaam

tufan tufan hai mera naam

tufan tufan hai mera naam

mai hu ek jhonka hawa ka 

chalna hi mera kaam

tufan tufan hai mera naam

mera naam tufan tufan hai mera naam

Explore this song