Roman script

todna  tute hue dil ka bura hota hai

todna  tute hue dil ka bura hota hai

jiska koi bhi na ho uska khuda hota hai

todna  tute hue dil ka bura hota hai

maang kar tumse khushi lun

mujhe manzoor nahin

maang kar tumse khushi lun

mujhe manzoor nahin

kiska maangi huyi daulat se bhala hota hai

kiska maangi huyi daulat se bhala hota hai

jiska koi bhi na ho uska khuda hota hai

todna  tute hue dil ka bura hota hai

log na haq kisi majbur ko kehte hai bura

log na haq kisi majbur ko kehte hai bura

aadami achhe hai sab waqt bura hota hai

aadami achhe hai sab waqt bura hota hai

jiska koi bhi na ho uska khuda hota hai

todna  tute hue dil ka bura hota hai

ae munir apni tabaahi ka ye shikwa kaisa

ae munir apni tabaahi ka ye shikwa kaisa

jitna taqdir me likha hai adda hota hai

jitna taqdir me likha hai adda hota hai

jiska koi bhi na ho uska khuda hota hai

todna  tute hue dil ka bura hota hai

todna  tute hue dil ka bura hota hai

jiska koi bhi na ho uska khuda hota hai

todna  tute hue dil ka bura hota hai

todna  tute hue dil ka bura hota hai

todna  tute hue dil ka bura hota hai

Explore this song