Roman script

hume aye zindgi
hume aye zindgi tera hisaab dena hai 
hume aye zindgi tera hisaab dena hai 
har ek sawal ka 
har ek sawal ka besak jabab dena hai 
har ek sawal ka besak jabab dena hai 
hume aye zindgi
jubaan siri salikha baya me narmi ho 
jubaan siri salikha baya me narmi ho 
humare bahje me shamil 
kabhi kabhi talkhi ho 
humare bahje me shamil 
kabhi kabhi talkhi ho 
dilo me mahke jo 
dilo me mahke jo aisa gulab dena hai 
dilo me mahke jo aisa gulab dena hai 
hume aye zindgi
hume aye zindgi tera hisaab dena hai 
hume aye zindgi
rahe na koi bhi ranjis phoolo sa pyar mile 
rahe na koi bhi ranjis phoolo sa pyar mile 
sukun o chain se jine ka ikhtyaar mile 
sukun o chain se jine ka ikhtyaar mile 
ye imtihaan ne amal 
ye imtihaan ne amal kamyaab dena hai 
ye imtihaan ne amal kamyaab dena hai 
hume aye zindgi
hume aye zindgi tera hisaab dena hai 
hume aye zindgi
mita do dahsak ko bahsak sabak do inshaani 
mita do dahsak ko bahsak sabak do inshaani 
suna do aaj ki duniya ko hukm e rabbani 
suna do aaj ki duniya ko hukm e rabbani 
jahan ko agl ki 
jahan ko agl ki likhi kitaab dena hai 
jahan ko agl ki likhi kitaab dena hai 
hume aye zindgi
hume aye zindgi
tera hisaab dena hai 
hume aye zindgi
chalo ke amn ka parcham liye badhaye 
chalo ke amn ka parcham liye badhaye 
chale tamam zamane ko sath lekar hum 
chale tamam zamane ko sath lekar hum 
jo sabke haq me ho 
jo sabke haq me ho wo inklaab dena hai 
jo sabke haq me ho wo inklaab dena hai 
hume aye zindgi tera hisaab dena hai 
har ek sawal ka besak jabab dena hai 
hume aye zindgi
hume aye zindgi
hume aye zindgi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Anshu Sharma, Anup Jalota