Roman script

todna tute huye dil ka bura hota hain 

todna tute huye dil ka bura hota hain 

jiska koi nahi uska to khuda hota hain 

todna tute huye dil ka bura hota hain 

maangkar tumse khushi lun mujhe manjur nahi 

maangkar tumse khushi lun mujhe manjur nahi 

kiska mangi huyi daulat se bhala hota hain 

kiska mangi huyi daulat se bhala hota hain 

jiska koi nahi uska to khuda hota hain 

todna tute huye dil ka bura hota hain 

log na haq kisi majbur ko kahte hain bura 

log na haq kisi majbur ko kahte hain bura 

aadmi achchhe hai par waqt bura hota hain 

aadmi achchhe hai par waqt bura hota hain 

jiska koi nahi uska to khuda hota hain 

todna tute huye dil ka bura hota hain 

kyu maine apni tabahi ka kaisa shikwa 

kyu maine apni tabahi ka kaisa shikwa 

jitna takdeer mein likha hai ada hota hain 

jitna takdeer mein likha hai ada hota hain 

jiska koi nahi uska to khuda hota hain 

todna tute huye dil ka bura hota hain 

todna tute huye dil ka bura hota hain

Explore this song