Roman script

o kaha chali kaha chali 

kaha chali re goriya

tod ke do naino ka tala 

jisne dil pe daka dala 

mai to wari wari jaau

aise kise chod ke

mai to wari wari jau

aise kise chod ke

tod ke do naino ka tala 

jisne dil pe daka dala 

mai to wari wari jawu

aise kise chod ke

mai to wari wari jaau

aise kise chod ke

banke sapna banke apna 

aaya more angna

banke sapna banke apna 

aaya more angna

jag uthi soyi payaliya

khanka mora kangna

jag uthi soyi payaliya

khanka mora kangna

dekh ke jiska rup nirala

apna ghungat ugada

mai to wari wari jaau

aise kise chod ke

mai to wari wari jaau

aise kise chod ke

tod ke do naino ka tala 

jisne dil pe daka dala 

mai to wari wari jaau

jab se lage nain piya se

tab se nain na lage

jab se lage nain piya se

tab se nain na lage

ab se hai ye haal jiya ka 

to kya hoga aage

ab se hai ye haal jiya ka 

to kya hoga aage

jor se dhadka dil matvala

ho gaya jo tha hone wala

mai to wari wari jaau

aise kise chod ke

mai to wari wari jaau

aise kise chod ke

tod ke do naino ka tala 

jisne dil pe daka dala 

mai to wari wari jaau

aise kise chod ke

mai to wari wari jau

aise kise chod ke

Explore this song