Roman script

ishq ki jobare pe baithi hu taiyar

arre kya karu akeli mere saiyaan jamnapaar

hmm hmm hmm bheje lakho dm o vanish mode peya

par wo to nahi reply arre main toh gayi haar

meri aankhon ko har pal rehta hai intezaar

if you are my yaar aaja karle mujhse pyaar

if you are my yaar aaja karle mujhse pyaar

agar tune nahi aana le chal mujhko jamnapaar

tere sang hai mausam gulabi sa

lamha lamha jaise sharabi sa

hado mein reh kar na kar mohabbat tu

ishq hone de be-hisabi sa

ruke ruke se dil ki badh jane de raftaar

jaise main hu tu bhi ab ho ja bekraar

zara si doori bhi mujhko lagti to much far

to much fire

umm if you are my yaar aaja karlo mujhse pyaar

if you are my yaar aaja karle mujhse pyaar

agar tune nahi aana le chal mujhko jamnapaar

o my yaar

o le chal mujhko jamnapaar

le chal le chal jamnapaar

baby le chal mujhko jamnapaar

mujhko le chal jamnapaar

Explore this song