Roman script
kaisa ye karvan, kaise hai raste khwabo ko sach karne ke liye titli ne sare rang bech diye khwabo ko sach karne ke liye titli ne sare rang bech diye sara sukun hai khoya khushiyo ki chahat me dil ye seham saa jaye chhoti si aahat me kuch bhi samajh na aaye jana hai kaha khwabo ko sach karne ke liye titli ne sare rang bech diye khwabo ko sach karne ke liye titli ne sare rang bech diye alfaz sanso me hi aake bikharte jaye khamoshiyo me bole ye aankhe bezuban parchhaiya hai saathi, badhta hi jaye rahi koi na dekhe ab toh zakhmo ke nishan kuch bhi samajh na aaye jana hai kaha khwabo ko sach karne ke liye titli ne sare rang bech diye khwabo ko sach karne ke liye titli ne sare rang bech diye
Song details
- Singer: Soumen Chaudhary
- Film / album: Bollywood Diaries (2016)
- Composer: Vipin Patwa
- Lyricist: DR Sagar
- Actor: Ashish Vidyarthi
- Actor: Raima Sen
- Actor: Salim Diwan
- Actor: Karuna Pandey
- Actor: Vineet Kumar Singh
- Actor: Robin Das
- Actor: Monica Murthy
Song video
actor: Raima Sen, Ashish Vidyarthi, Salim Diwan