Roman script

tirchi najar ka piya war hai najuk jiya ke laga par hai

kahu mai kaise daru mai sabse ye pahla pahla pyar hai

tirchi najar ka piya war hai

bich bajariya ched na mujhko

kahna mera man le kahna mera man le

pyar bhari do dil ki batiya

sara jag na janle sara jag na janle

sharmau ghabrau ye pahli pahli har hai

tirchi najar ka piya war hai najuk jiya ke laga par hai

kahu mai kaise daru mai sabse ye pahla pahla pyar hai

tirchi najar ka piya war hai

chhod ke apni pyari dunia dar pe tere aayi hu 

dar pe tere aayi hu

bali umariya bholi suratiya dekh mai kya kya layi hu 

dekh mai kya kya layi hu

tere nain le gaye chain jina ab duswar hai

tirchi najar ka piya war hai najuk jiya ke laga par hai

kahu mai kaise daru mai sabse ye pahla pahla pyar hai

tirchi najar ka piya war hai najuk jiya ke laga par hai

kahu mai kaise daru mai sabse ye pahla pahla pyar hai

tirchi najar ka piya war hai

Explore this song