Roman script

tirth tirth mandir mandir jo ghume din rat

unpe kabhi na chal sake anyay ki ghat

uday uday jai amba baayi 

uday uday jai amba baayi 

uday uday jai amba baayi 

uday uday jai amba baayi 

teri mata hai amba baayi ye hai

maharasht ki maai

uday uday jai amba baayi 

uday uday jai amba baayi 

jo bhi maiya ke charno mein jata

uski raksha kare amba mata

unki bhakti mein unki bhakti mein 

shakti samai ye kul devi sab ki kahlai

uday uday jai amba baayi 

uday uday jai amba baayi 

uday uday jai amba baayi 

ye hai gaumantha ki shanta durga maiya

sare sansar ki shanta durga maiya

ye hai gaumantha ki shanta durga maiya

sare sansar ki shanta durga maiya

majhdhar se par kare apne bhakt ki naiya

ye hai gaumantha ki shanta durga maiya

sare sansar ki shanta durga maiya

maiya tulja bhawani ki jai jai bolo

maiya tulja bhawani ki jai jai bolo 

aao sab milke bolo jai jai bolo

unke charno pe aake pavan ho lo

maiya tulja bhawani ki jai jai bolo

mata sewa karke weer shiwaji

wo to hamesha jite yuddh ki baji

jivan ke sangaram mein inko puj ke vijai ho lo

jivan ke sangaram mein inko puj ke vijai ho lo

maiya tulja bhawani ki jai jai bolo

maiya tulja bhawani ki jai jai bolo 

tulja bhawani ke darshan ko ram chandar ji aaye

phul ke badle nain kamal maa ke charno pe chadhaye

Explore this song