Roman script

tikhi tikhi nazre ki chhin gaya chaina

tikhi tikhi nazre ki chhin gaya chaina

dekha jo kisi ne to jhuk gaye naina

tan pe nasha sa chhaya, main lehraai

tan pe nasha sa chhaya, main lehraai

ho gayi main to jaise aaj parai

palko pe haule haule nindiya si chhai

palko pe haule haule nindiya si chhai

kya hai kisi ko pata

chori chori sapno se saj gayi raina

chori chori sapno se saj gayi raina

dekha jo kisi ne to jhuk gaye naina

tikhi tikhi nazre ki chhin gaya chaina

kya hai nazar ka jaadu koi naa jaane

kya hai nazar ka jaadu koi naa jaane

aa gaye ye re kaise shokh jamane

thehre na dil ki dhadkan kehna na maane

thehre na dil ki dhadkan kehna na maane

kya hai kisi ko pata

mithi mithi aaho me kho gaye baina

mithi mithi aaho me kho gaye baina

dekha jo kisi ne to jhuk gaye naina

tikhi tikhi nazre ki chhin gaya chaina

Explore this song