Roman script

Thukara de jo nazaro se dil ka mere nazrana

apna na samaj usko degana hai  begana

Thukara de jo nazaro se 

guzari huyi hui baaton ko dohrane se kya hasil

guzari huyi baatein toh afsana hai afsana

guzari huyi baatein toh afsana hai afsana

Thukara de jo nazaro se

mein thak gaya samjhakar apne dile nata tod 

dewane ko kya kahiye dewana hai dewana

dewane ko kya kahiye dewana hai dewana

Thukara de jo nazaro se

Explore this song