Roman script

jhum rahi masti mein ye phoole ki raahen
jhum rahi masti mein ye phoole ki raahen
aai hai ye bahar jamane mein nirali 
aai hai ye bahar jamane mein nirali 
aabad tha gulshan mere armano ka jisse 
aabad tha gulshan mere armano ka jisse 
rutha huaa ye vo hi baag ka mali 
rutha huaa ye vo hi baag ka mali 
jis dil mein sabaki samma ye 
jis dil mein sabaki samma ye 
iski jiski rounak 
iski jiski rounak 
ab usme musibat ki ghata chhai hai khali 
ab usme musibat ki ghata chhai hai khali 
ae dile betab use yaad kiye ja 
jiske liye ye halat ye jakham diye 
jiske liye ye halat ye jakham diye

Song details