Roman script

wahin kaarvaan wahi raaste 
whai zindagi wahi marhare 
wahin kaarvaan wahi raaste 
whai zindagi wahi marhare 
magar apne apne maqaam par 
kabhi ham nahi kabhi tum nahi 
kathin rahgujar thodi dur saath chalo 
kathin rahgujar thodi dur saath chalo 
bahut kada hai safar thodi dur saath chalo
kathin rahgujar thodi dur saath chalo 
tamaam umar kahan koi saath deta hain 
tamaam umar kahan koi saath deta hain 
ye jaanta hun magar thodi dur saath chalo 
ye jaanta hun magar thodi dur saath chalo 
bahut kada hai safar thodi dur saath chalo
kathin rahgujar thodi dur saath chalo 
ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hain 
ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hain 
kise hain kal ki khabar, thodi dur saath chalo 
kise hain kal ki khabar, thodi dur saath chalo 
bahut kada hai safar thodi dur saath chalo
kathin rahgujar thodi dur saath chalo 
abhi to jaag rahe hain chiraag raaho ke 
abhi to jaag rahe hain chiraag raaho ke 
abhi hain dur shehar, thodi dur saath chalo 
abhi hain dur shehar, thodi dur saath chalo 
bahut kada hai safar thodi dur saath chalo
kathin rahgujar thodi dur saath chalo

Song details