Roman script

moke se chauka laga ke dhoke se dhoka tu khale

maya ke muh me tu aake soya ye bhag jaga le

bezar hai sansar se agar tu patle

thoda ram naam bhaj le, thoda ram naam bhaj le

ho moke se chauka laga ke dhoke se dhoka tu khale

maya ke muh me tu aake soya ye bhag jaga le

bezar hai sansar se agar tu patle

thoda ram naam bhaj le, thoda ram naam bhaj le

thoda ram naam bhaj le, thoda ram naam bhaj le

rang sabhi badle hai yaha pe dhoka tum na khana jana

chehre pe chehra jo hai lagaye uska hi hai zamana mana

banta hai jo bhi banale, meetata hai jo bhi meeta de

setting tu aisi laga le, apna hi sikka chala le

har bar tum khole raho apne hoke

ho thoda ram naam bhaj le, thoda ram naam bhaj le

thoda ram naam bhaj le, thoda ram naam bhaj le

dekh nazar ke chal me aage bachte bachte phas na jana

taak lagaye baithe hai sab chuk na jaye nishana jana

mushkil ye kaisi ghadi hai, apni hi sabko padi hai

chakar ye kaisa chala hai, jane ye kaisi ghadi hai

confuse bhi ho jaye tu apne rang se

thoda ram naam bhaj le, thoda ram naam bhaj le

thoda ram naam bhaj le, thoda ram naam bhaj le

thoda ram naam bhaj le, thoda ram naam bhaj le

thoda ram naam bhaj le, thoda ram naam bhaj le

Explore this song