Roman script

itani hui mushkile ki aasan ho gayi 
bas me tha nahi mere apne bas me ab bhi rahana 
jata kaha tha ye rasta jane na 
bas yu hi nikal chala main 
badhata gaya yu hi apni disha 
raftar se junun se 
toda jo tune ek pal hi sahi 
raat ka hosla ye pankh nahi uda de kabhi 
uda de hosle 
chahate pyari si kandhe pe meri barishe ye beshumar 
wahi thi manjil wahi thi rah 
jane kaha nikal gya 
toda jo tune ek pal hi sahi 
rat ka hosla ye pankh nahi uda de kabhi 
uda de hosle 
hai ye wohi kahani meri 
fir bhi hai thodi juda 
jo kar diya so kar diya 
dil ne kaha so kiya

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Sandeep A. Varma, Rajneesh Bisht