Roman script

thandi thandi hawa mein dil lalchaye

haaye jawaani deewani

ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye

haaye jawaani deewani

pankh binaa ye udti jaye

haaye jawaani deewani

ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye

haaye jawaani deewani

rang-e-jawaani tauba re tauba

rang-e-jawaani tauba re tauba

kitni suhani tauba re tauba

ho kitni suhani tauba re tauba

dil ki umange kya batlau

dil ki umange kya batlau

kitni tufani tauba re tauba

haan kitni tufani tauba re tauba

jisko dekhe dekhe hi jaye

haaye jawani deewani

ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye

haaye jawaani deewani

baanki adaye haay re ghazab

baanki adaye haay re ghazab

bahki nigaahe haay re ghazab

haan bahki nigaahe haay re ghazab

koi rangeela sathi mil jaye

koi rangeela sathi mil jaye

lab pe duaye haay re ghazab

lab pe duaye haay re ghazab

manzil manzil dhoom machaye

haaye jawani deewani

ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye

haye jawani deewani

dil mein kasak daiya re daiya

dil mein kasak daiya re daiya

phool si mahak daiya re daiya

haan phool si mahak daiya re daiya

baat kare to ras barsaye

baat kare to ras barsaye

chal mein lachak daiya re daiya

haan chal mein lachak daiya re daiya

khud ko dekhe aur sharmaye

haaye jawani deewani

ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye

haaye jawani deewani

pankh bina ye udti jaye

haye jawani deewani

ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye

haye jawani deewani

Explore this song