Roman script

thandi me pasina chale, na bhukh na pyas lage

yaar yahi pyar to nahi, daddy se puchunga

tan me baraf dhale, jigar me aag jale

yaar yahi pyar to nahi, daddy se puch lena

yaar yahi pyaar to nahi, daddy se puchh lena

aisa lage hai ab to mujhko aaj hi jaise dekha tujhko

lagta hai mai bhi dhudh raha tha aaj achanak paya tujhko

abaki tu aise mile na bhukh na pyas lage

yaar yahi pyaar to nahi, daddy se puchh lena

thandi me pasina chale, na bhukh na pyas lage

yaar yahi pyar to nahi, daddy se puchunga

tan me baraf dhale, jigar me aag jale

yaar yahi pyar to nahi, daddy se puch lena

dil kya chahe kah nahi paye tere badan se lipata jaye

haal hamara khud hi samajh lo aage koi ab kya samajhaye

chahu ke laga lu gale jigar me aag jale

yaar yahi pyar to nahi, are daddy se puch lena

thandi me pasina chale, na bhukh na pyas lage

yaar yahi pyar to nahi, daddy se puchunga

thandi me pasina chale, na bhukh na pyas lage

yaar yahi pyar to nahi, daddy se puchunga

Explore this song