Roman script
Teri zulfon se judaai to nahin maangi thi Qaid maangi thi, rihaai to nahin maangi thi Teri zulfon se judaai to nahin maangi thi Qaid maangi thi, rihaai to nahin maangi thi Maine kya jurm kiya aap khafa ho baithe Maine kya jurm kiya aap khafa ho baithe Pyaar maanga tha, khudaai to nahin maangi thi Qaid maangi thi…Rihaai to nahin maangi thi Mera haq tha teri aankhon ki chhalakti mai par Mera haq tha teri aankhon ki chhalakti mai par Cheez apni thi parayi to nahin maangi thi Qaid maangi thi…Rihaai to nahin maangi thi Apne bimaar pe itna bhi sitam bhi theek nahi Apne bimaar pe itna bhi sitam bhi theek nahi Teri ulfat mein buraai to nahin maangi thi Qaid maangi thi… Teri zulfon se judaai to nahin maangi thi Qaid maangi thi, rihaai to nahin maangi thi
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Jab Pyar Kisise Hota Hai 1961
- Composer: Shankar-Jaikishan
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
Song video
cast: Dev Aanand, Asha Parekh
language: Hindi