Roman script

teri yaad ki gaau sargam sargam sargam

teri yaad ki gaau sargam sargam sargam

mai hu madhyam tu hai pancham

mai hu madhyam tu hai pancham

teri yaad ki gaau sargam sargam sargam

ho teri yaad ki gaau sargam sargam sargam

prem milan me madhur vijay hai 

virah ke andar maha pralay hai virah ke andar

virah ke andar maha pralay hai

tu hai srishti or mai hu bhram

teri yaad ki gaau sargam sargam sargam

ho teri yaad ki gaau sargam sargam sargam

najro ka ho mitha bandhan

adhro par ho amrit manthan adhro par ho

adhro par ho amrit manthan

nach uthe fir swarg chhama chham 

teri yaad ki gaau sargam sargam sargam

ho teri yaad ki gaau sargam sargam sargam

kahi pe chanda kahi chandni

hansa roya udi hansini hansa roya 

hansa roya udi hansini

na jane kab hoga sangam

teri yaad ki gaau sargam sargam sargam

ho teri yaad ki gaau sargam sargam sargam

Explore this song