Roman script

jab tak dhank se parvat apni jagah se na hill jaye

aur hum mil na jaye koi fariyad na karna 

tum mujhko yaad na karna tum mujhko yaad na karna

hay kya karu hotho pe faryad aati hai

nahi rukati nahi rukati

teri yaad aati hai teri yaad aati hai

jab tak apne armano ke gulshan khil na jaye

or ham mil na jaye

ninde barbad na karna tu mujhko yad na karna

tu mujhko yad na karna

hay kya karu hotho pe faryad aati hai nahi rukati

nahi rukati teri yaad aati hai teri yaad aati hai

teri yaad aati hai

hayab lage sab rasmo ko me tod du sab kasmo ko

bas tu ginti ja tu jakhmo ko

jitne jakhm lage hai jab tak sare sil na jaye

or ham mil na jaye koi fariyad na karna 

tum mujhko yaad na karna tum mujhko yaad na karna

hay kya karu hotho pe faryad aati hai

nahi rukati nahi rukati

teri yaad aati hai teri yaad aati hai

teri yaad aati hai

prem hai koi rog ya jogi ka jog pyar ke dushman

prem hai koi rog ya jogi ka jog pyar ke dushman log

jab tak kanko pe chalte ye paw

chilna jaye or ham mil na jaye

koi faryad na karna tu mujhko yad na karna

tu mujhko yad na karna

hay kya karu hotho pe faryad aati hai nahi rukati

nahi rukati teri yaad aati hai teri yaad aati hai

teri yaad aati hai teri yaad aati hai

teri yaad aati hai

Explore this song