Roman script

teri raaho me khade hai dil thaam ke 
haye hum hai deewane tere naam ke 
teri raaho me khade hai dil thaam ke 
haye hum hai deewane tere naam ke 
meri ankhiyo ke nur mere dil ke surur
chahe raho dur dur tujhe pana hai zarur 
teri raaho me khade hai dil thaam ke 
haye hum hai deewane tere naam ke
baadal barse duniya jane, baadal barse duniya jane 
baadal barse duniya jane, ankhiya barse koi na jane
dil ki lagi ko dil hi jane  
raaho me khade hai dil thaam ke 
haye hum hai deewane tere naam ke 
meri ankhiyo ke nur mere dil ke surur
chahe raho dur dur tujhe pana hai zarur
teri raaho me khade hai dil thaam ke 
haye hum hai deewane tere naam ke
kis chhaliye pe ye dil aaya, kis chhaliye pe ye dil aaya
kis chhaliye pe ye dil aaya, pathar se shisha takaraya 
na wo apna na wo paraya 
raaho me khade hai dil thaam ke 
haye hum hai deewane tere naam ke 
meri ankhiyo ke nur mere dil ke surur
chahe raho dur dur tujhe pana hai zarur
teri raaho me khade hai dil thaam ke 
haye hum hai deewane tere naam ke

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Raj Kapoor, Nutan, Rehman