Roman script

teri nili nili aankho ke dil pe tir chal gaye

chal gaye chal gaye chal gaye

teri nili nili aankho ke dil pe tir chal gaye

chal gaye chal gaye chal gaye chal gaye

ye dekh ke duniya walo ke dil jal gaye

jal gaye jal gaye jal gaye

teri nili nili aankho ke dil pe tir chal gaye

chal gaye chal gaye chal gaye 

suna tha sansar hamara tune aan bsaya

oo shehjadi tujhko pakar maine sabkuch paya

arey suna tha sansar hamara tune aan bsaya

oo shehjadi tujhko pakar maine sabkuch paya

mere khoye khoye sapne bhi dilbar aaj mil gaye

mil gaye mil gaye mil gaye

teri nili nili aankho ke dil pe tir chal gaye

chal gaye chal gaye chal gaye 

maine apne manmandir me sajan tujhko bsaya

tu mere naino ka kajal palko bich sjaya

oo maine apne manmandir me sajan tujhko bsaya

tu mere naino ka kajal palko bich sjaya

teri mithi mithi bato pe hum to haye lut gaye 

lut gaye lut gaye lut gaye

ye dekh ke duniya walo ke dil jal gaye

jal gaye jal gaye jal gaye

jivan bhar hum sath rahenge karte hai ye wada

tujh par apni jaan bhi denge apna hai ye irada

arey jivan bhar hum sath rahenge karte hai ye wada

tujh par apni jaan bhi denge apna hai ye irada 

tere bhole bhale mukhde pe hum to haye mit gaye

mit gaye mit gaye mit gaye

teri nili nili aankho ke dil pe tir chal gaye

chal gaye chal gaye chal gaye 

ye dekh ke duniya walo ke dil jal gaye

jal gaye jal gaye jal gaye

teri nili nili aankho ke dil pe tir chal gaye

chal gaye chal gaye chal gaye

Explore this song