Roman script

la la la la la la lla

la la la la la la lla

teri meri zindagi, waqt ka saaz hai

ek pal khush hai to, ek pal naraj hai

teri meri zindagi, waqt ka saaz hai

ek pal khush hai to, ek pal naraj hai

aankho me aankho me sapno ke

mausam saja ke

aaye hai jahan me yaado ki

khushbu chura ke

na koi padh saka, ye wahi ek raaz hai

teri meri zindagi, waqt ka saaz hai

ek pal khush hai to, ek pal naraj hai

phulo me chhupe hai angare

shola bhi nam hai

roye hai roye hai yaha patthar

dil me raham hai

anbujhi pyas hai

khaabo ki parwaz hai

teri meri zindagi, waqt ka saaz hai

ek pal khush hai to, ek pal naraj hai

teri meri zindagi, waqt ka saaz hai

ek pal khush hai to, ek pal naraj hai

Explore this song