Roman script

chan ke aayi to kya chandni to mili

chan ke aayi to kya chandni to mili

chand din hi sahi ye kali to khili

shukriya zindagi, shukriya zindagi

shukriya zindagi, shukriya zindagi

teri meharbaniya, teri meharbaniya

shukriya zindagi, shukriya zindagi

shukriya zindagi, shukriya zindagi

sirf ik rang se tasveer hoti kahi

gham nahi to khushi ki keemat nahi

sirf ik rang se tasveer hoti kahi

gham nahi to khushi ki keemat nahi

dhup chao hai dono toh dilkash jaha

kya shikaayat kare, fursat kaha

shukriya zindagi, shukriya zindagi

shukriya zindagi, shukriya zindagi

teri meharbaniya, teri meharbaniya

shukriya zindagi, shukriya zindagi

shukriya zindagi, shukriya zindagi

apni takdeer ki hai yeh daastan

kabhi katilana kabhi meharban

apni takdeer ki hai ye dastan

kabhi katilana kabhi meharban

meharbani jo dil ko karar aa gaya

apne katil pe bhi pyar aa gaya

shukriya zindagi, shukriya zindagi

shukriya zindagi, shukriya zindagi

teri meharbaniya, teri meharbaniya

shukriya zindagi, shukriya zindagi

shukriya zindagi, shukriya zindagi

Explore this song