Roman script

teri khusbu ka pata karti hai

teri khusbu ka pata karti hai

mujh pe ehsaan hawa karti hai

teri khushbu ka pata karti hai

sabki tanhaai me ab to aksar

sabki tanhaai me ab to aksar

sabki tanhaai me ab to aksar

gufatgu tujhse raha karti hai

gufatgu tujhse raha karti hai

mujh pe ehsaan hawaa karti hai

teri khusbu ka pata karti hai

dil ko us raah par chalna hi nahi

dil ko us raah par chalna hi nahi

dil ko us raah par chalna hi nahi

jo mujhe tujhse judaa karti hai

jo mujhe tujhse judaa karti hai

mujh pe ehsaan hawa karti hai

teri khusbu ka pata karti hai

abr barse to inayat uski

abr barse to inayat uski

abr barse to inayat uski

shaakh to sirf dua karti hai

shaakh to sirf dua karti hai

mujh pe ehsaan hawa karti hai

teri khusbu ka pataa karti hai

Explore this song