Roman script

sun o diwani

teri jawani badi mast mast hai 

teri jawani badi mast mast hai 

ye bhiga mausam kali ghataye 

suni padi hai ulphat ki rahe

pyar karne ka yahi waqt waqt hai

teri jawani badi 

teri jawani badi mast mast hai 

teri jawani badi mast mast hai 

teri jawani badi mast mast hai 

jis din se dekhi hai teri jawani 

pagal hui mai hui diwani ho 

ho ye bhigi bhigi fija kah rahi hai

baho me aaja ke rut hai suhani  

thoda sa pyar de de dil ka karar de de 

ankhe hai pyasi pyasi apna didar de de 

kitni rangin hai tu kitni hasin hai tu 

duniya se bachke rahna badi namkin hai tu 

sabki nazar badi sakhat sakhat hai 

teri jawani badi 

teri jawani badi mast mast hai 

teri jawani badi mast mast hai 

teri jawani badi mast mast hai 

wallah wallah wallah wallah

wallah wallah wallah wallah

yu rutha rutha tu kab tak rahega

zulfo ke saye se kab tak bachega ho

ho dhundega tu mujhko hoke diwana

jis pal mohabbat ka jadu chalega

shayar ka khawab hai tu jame sharab hai tu 

tera jawab kaha khud lajwab hai tu 

chqal mastani teri duniya diwani teri 

har koi chahta hai ab meharbani teri 

jisko bhi dekho wohi matlab parste hai 

teri jawani badi

teri jawani badi mast mast hai 

teri jawani badi mast mast hai 

ye bhiga mausam kqali ghataye 

suni padi hai ulphat ki rahe

pyar karne ka yahi waqt waqt hai

teri jawani badi mast mast hai 

teri jawani badi mast mast hai 

teri jawani badi mast mast hai

wallah wallah wallah wallah

wallah wallah wallah wallah

Explore this song