Roman script

teri in adaon ne humko pagal kar diya

teri in adaon ne humko pagal kar diya

naya naya lage hai jahan jadu ye kya kar diya

teri in adaon ne 

na na na na na ha ha ha ha ha 

apne hi dil se ye sharth thi ki denge use na kisiko

awara mujrim bedard jalim chahane laga par tumhiko

katil ada hai wo tumhari 

dil pe lagi wo chot bhari

ki apne hathon se dil nam tumhare kar diya

naya naya lage hai jahan jadu ye kya kar diya

teri in adaon ne humko pagal kar diya

teri in adaon ne humko pagal kar diya

naya naya lage hai jahan jadu ye kya kar diya

o o o ho ho ho ho ho

ho ho ho na na na na na ho ho

toofan mein thi ye dil ki kashti 

sahil ka kuch na pata tha

sagar se gehra ye roop tera

sagar mein sahil chhupa tha

do bahon ki dilkash kinaren

humko diye hai wo saharen ye tera ahsaan hai

adaun kaise shukriya

naya naya lage hai jahan jadu ye kya kar diya

teri in adaon ne humko pagal kar diya

teri in adaon ne humko pagal kar diya

naya naya lage hai jahan jadu ye kya kar diya

Explore this song