Roman script

teri hi krapa se karti vrat mai solah sukravar ka 

teri hi krapa se karti vrat mai solah sukravar ka 

kalyug mai is bat se uttam 

kalyug mai is bat se uttam 

koi vrat hai nhi sansaar ka 

koi vrat hai nhi sansaar ka

santosi mata vrat paar lgana 

santosi mata vrat paar lgana 

teri hi krapa se karti vrat mai solah sukravar ka 

teri hi krapa se karti vrat mai solah sukravar ka 

tu mere man ka jani mujhpar kya sankat hai 

tu mere man ka jani mujhpar kya sankat hai 

itna dhyan rahe mata ye pativrata ka vrat hai 

ab tu ise nibhana maa ab tu hi ise nibhana maa 

vishwas hai tere dular ka 

santosi mata vrat paar lgana 

santosi mata vrat paar lgana 

vo mujhko bhul gaye hai par tu bhul na karna 

vo mujhko bhul gaye hai par tu bhul na karna 

teri hi krapa se karti vrat mai solah sukravar ka 

kalyug mai is bat se uttam 

kalyug mai is bat se uttam 

koi vrat hai nhi sansaar ka 

koi vrat hai nhi sansaar ka

un sang mujhe mila de rahna jin sang jeena marna 

vardan kabhi na bhulungi mai

vardan kabhi na bhulungi mai 

tere is upakar ka 

santosi mata vrat paar lgana 

santosi mata vrat paar lgana 

or deviyan chhappan bhog chhati so byanjan pati 

or deviyan chhappan bhog chhati so byanjan pati 

maa tu  gud or chane chadane se prasann ho jati 

koi par nhi paye jag mai 

koi par nhi paye jag mai 

teri mahima aprampar ka 

santosi mata vrat paar lgana 

santosi mata vrat paar lgana

Explore this song