Roman script

teri ha ka teri na ka ho 

teri ha ka na ka mai na intjar karugi 

teri ha ka na ka mai na intjar karugi

tu ha kar ya na kar tu ha kar na kar

kuch bhi kar mai pyar karugi

teri ha ka na ka mai na intjar karugi

tu ha kar ya na kar tu ha kar na kar

kuch bhi kar mai pyar karugi ho

teri ha ka na ka mai na intjar karugi

chhod ye kagaz kalam dawa chhod ye kagaz kalam dawa

tham le mere gore hath  chhod  ye kagaj kalam davat

tham le mere gore hath hai wo bade sharam ki bat

mai jo karugi tere sath mai jo karugi tere sath

ek bar nahi do bar nahi ek bar nahi do bar nahi

sau bar karugi teri ha ka na ka mai na intjar karugi

ho teri ha ka na ka mai na intjar karugi

kar jaugi aisa kam sun kar sab lege dil tham

kar jaugi aisa kam sun kar sab lege dil tham

jhuta lekar tera naam kar dugi tujhko badnaam

kar dugi tujhko badnaam ye laj sharam ki rekha bhi

ye laj sharam ki rekha bhi mai par karugi

teri ha ka na ka mai na intjar karugi

tu ha kar ya na kar tu ha kar na kar

kuch bhi kar mai pyar karugi

teri ha ka na ka mai na intjar karuga

teri ha ka na ka mai na intjar karuga

tu ha kar ya na kar tu ha kar na kar

kuch bhi kar mai pyar karuga

mai pyar karugi mai pyar karungi mai pyar karugi

Explore this song