Roman script

teri gali me sanam aana jaana, aadat si ho gayi hai 

he teri gali me sanam aana jaana, aadat si ho gayi hai 

are teri adaao pe ye dil lutaana, aadat si ho gayi hai 

dekh ko tujhko hi muskuraana, dekh ke tujhko hi muskuraana 

aadat si ho gayi hai, aadat si ho gayi hai

ladko ka to ladkiyo ko fasaana, aadat si ho gayi hai

are har roz jhuthe bahane banaana, aadat si ho gayi hai

chal juhthi, dekh ke hamko siti bajaana 

dekh ke hamko siti bajaana 

aadat si ho gayi hai, aadat si ho gayi hai

teri gali me sanam aana jaana, aadat si ho gayi hai 

ladko ka to ladkiyo ko fasaana, aadat si ho gayi hai

ha jaanam tere paas main aau hoy hoy 

pyaar se tujhko gale lagaau 

ha jaanam tere paas main aau hoy hoy 

pyaar se tujhko gale lagaau 

jab tu ruthe tujhe manaau, tere saare naaz uthaau 

ja re aise kaise tujhko apna abhi banaau

ja re main to pyaar wyaar ke chakkar me na aau

kya samjhe kya samjhe, o o nadaan 

tu mujhko ye to bataa, na jhutha pyaar jataa

ha nahi hai tujhko pata 

haath na tere aaungi, tu ye jaan le

chhod ke aise na ja kudiye 

chhod ke aise naa ja 

aa baaho me aaja kudiye 

aa baaho me aaja

haay soch me teri duniyaa bhulaana 

haay soch me teri duniyaa bhulaana 

aadat si ho gayi hai, aadat si ho gayi hai 

teri gali me sanam aana jaana, aadat si ho gayi hai 

ladko ka to ladkiyo ko fasaana, aadat si ho gayi hai

teri gali me sanam aana jaana, aadat si ho gayi hai

kya anjaane ko meet banaau 

kyu apane ji ko rog lagaau 

kya anjaane ko meet banaau 

kyu apane ji ko rog lagaau

hosh gawaau chain gawaau 

jaag ke sari rain bitaaun

ho dekho soniye ab main tujhko, sacchi baat sunaawa

pyaar tere bich tadap tadap ke aeve na mar jaawa

mere dil me, mere dil me hai tufaan

ki jaana mujhe yu na sataa 

tu mujhko ye to bataa, ha huyi kya mujhse khata 

main hu tera aashiq mujhe pehchaan le 

paas mere aa na mundiye, paas mere aa na 

haath me mujhe jakad naa mundiye

haath me mujhe jakad na 

ha dekh ke hamko ji bahlaana 

ha dekh ke hamko ji bahlaana 

aadat si ho gayi hai, aadat si ho gayi hai 

gori teri gali me sanam aana jaana, aadat si ho gayi hai 

are ladko ka to ladkiyo ko fasaana, aadat si ho gayi hai

dekh ke tujhko hi muskuraana, aadat si ho gayi hai 

dekh ke hamko siti bajaana, aadat si ho gayi hai 

aadat si ho gayi hai 

ladko ka to ladkiyo ko fasaana, aadat si ho gayi hai

teri gali me sanam aana jaana, aadat si ho gayi hai

Explore this song