Roman script

nasha nasha karta hai is nashein mein dam nahi

dekh meri aankhon mein yahan bhi kam nahi

kyun ye barf peeta hain wishky mein daal ke

aa jara si aag pee le baaho mein daal ke

tujhko meri baaton mein lagta kyaa dam nahi

nasha nasha karta hai is nashein mein dam nahi

nasha nasha karta hai is nashein mein dam nahi

ae haseena gulbadan dil-e-naadan ko bata

humse pyaar karne ki kare nahi kabhi khata

hum parinde aazaad har kisi se hum juda

apni dhun mein rahte hain hum hain dil ke baadasha

hum hain mast maula waah mast maula

hum hain mast maula humko koi gam nahin

nasha nasha karta hai is nashein mein dam nahi

nasha nasha karta hai is nashein mein dam nahi

dub kar yun saagar mein bol tu kya payega

aankhon mein dub meri dekh maja aayega

aisa maja duniya me milta sanam nahi

nasha nasha karta hai is nashein mein dam nahi

nasha nasha karta hai is nashein mein dam nahi

dekh meri aankhon mein yahan bhi kam nahi

nasha nasha karta hai is nashein mein dam nahi

nasha nasha karta hai is nashein mein dam nahi

dekh meri aankhon mein yahan bhi kam nahi nasha nasha

Explore this song