Roman script

Preet ki latt mohe aisi laagi

Ho gayi main matwaari

Bal bal jaaun apane piya ko

Hey main jaaun vaari vaari

Mohe sudh-budh naa rahi tan mann ki

Yeh toh jaane duniya saari

Bebas aur laachar phirun main

Haari main dil haari

Haari main dil haari

Tere naam se jee loon

Tere naam se marr jaaun

Tere naam se jee loon

Tere naam se marr jaaun

Teri jaan ke sadqe mein

kuchh aisa kar jaaun

Tune kya kar daala

Marr gayi main

Mitt gayi main

Ho ho ji

Haan haan ji

Ho gayi main

Teri deewani deewani

Teri deewani deewani (x2)

Ishq junoon jab hadh se badh jaaye

Ishq junoon jab hadh se badh jaaye

Hanste hanste aashiq sooli chadh jaaye

Ishq ka jaadu sar chadh kar bole

Ishq ka jaadu sar chadh kar bole

Khoob laga lo pehre raste Rab khole

Yahi ishq di marzi hai

Yahi rab di marzi hai

Yahi ishq di marzi hai

Yahi rab di marzi hai

Tere bin jeena kaisa

Haan khudgarzi hai

Tune kya kar daala

Marr gayi main

Mitt gayi main

Ho ho ji

Haan haan ji

Ho gayi main

Teri deewani deewani

Teri deewani deewani

Teri deewani deewani

Teri deewani deewani

Explore this song