Roman script

aa ra ra ri ra ri ra

o ji teri chitthiya se shrmaau 

o ji teri chitthiya se shrmaau 

khat chum chum rah jaau 

khat chum chum rah jaau

ki padh nahi pau main 

chhup chhup ke hmne sunai 

aji chhup chhup ke hmne sunai 

la re la re hamari mithai 

la re la re hamari mithai 

aji jao 

jao jao muh dho aao 

jao jao muh dho aao 

dekho gussa na mohe chadhao 

dekho gussa na mohe chadhao 

ki bin sajan jaau main 

aa aa aa aa aa 

are tu hain mast kalndar 

o chaha tera hain bandar 

chaha tera hain bandar 

isi liye khat unke rakhti 

isi liye khat unke rakhti 

tum takiye ke andar 

da da da da d a

ab nach nach 

meri gudiya gudiya gudiya 

ab nach nach 

ha nach nach ha nach 

aur bol kaun hain bandar 

aangan me dhum machau

aa aa 

abhi khat likhta hu bambai 

abhi khat likhta hu bambai 

waha se layenge dulhan nayi 

ha ha dulhan nayi 

waha kuchh ek nahi hain kayi 

kisi aur ko ja ke sataao 

kisi aur ko ja ke sataao 

ki sat nahi pau main

aa aa aa aa aa 

o ji teri chitthiya se shrmaau 

o ji teri chitthiya se shrmaau 

khat chum chum rah jaau 

khat chum chum rah jaau

ki padh nahi pau main 

aa aa aa aa aa

Explore this song