Roman script
teri berukhi aur teri meharbaani yahi maut hai aur yahi zindgaani wahi ek fasana wahi ek kahani jawani jawani jawani jawani labo par tabassum toh aankhon mein paani yahi hai yahi dil jalon ki nishani batau hai kya aashuo ki haqiqat jo samajho to sab kuch na samajho to paani
Explore this song
- Singer: Jagjit Singh
- Film / album: Tum Yaad Aaye (Jagjit Singh) (2010)
- Composer: Deepak Pandit
- Lyricist: Kunwar Mahendra Singh Bedi