Roman script

teri ada teri najar, ka ye hua hai asar
chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar
teri ada teri najar, ka ye hua hai asar
chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar
deewano jaisa kyu, hai haal mera
jawab tu meri, sawal main tera
teri ada teri najar, ka ye hua hai asar
chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar
tu hi meri khwahisho ki shuruvat hai 
tu hi mere khwabo ki kaynat hai 
tu hai amanat meri sanso ki 
tu hai jarurat mere baho ki
ab aa bhi ja, yu na sata
ab aa bhi ja, tu na sata
teri ada teri najar, ka ye hua hai asar
chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar
deewano jaisa kyu, hai haal mera
jawab main teri, sawal tu mera
teri ada teri najar, ka ye hua hai asar
chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar
chahati hu jyada tujhe apni jaan se 
puchhna hai to puchh le tu jahan se 
tu hi wajah hai mere jeene ki 
tu hi dhadkane hai mere seene ki 
tu jaan le, ye maan le 
tu jaan le, ye maan le 
teri ada teri najar, ka ye hua hai asar
chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar
deewano jaisa kyu, hai haal mera
jawab tu meri, sawal main tera
teri ada teri najar, ka ye hua hai asar
chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Vinti Singh, Munawar Ali