Roman script

suno janab mere mehbub

tere ishq ka kalma main padhu

mere janab dil janiya

dil janiya re, dil janiya re

khushnuma yaara khushnuma

mera rehnuma hai re tu

khushnuma yaara khushnuma

mera rehnuma hai re tu

shabnami tu, mehjabin tu

dil ye gulzar sa, pahli baar sa

ye khumar aaj kyun hai

dil ye gulzar sa, pahli baar sa

ye khumar aaj kyun hai

mera nur tu, mera ark tu

meri zid bhi hai bas tu

dil ye gulzar sa, pahli baar sa

ye khumar aaj kyun hai

dekhiye janab, dekhiye janab

dekhiye janab aashiq to hum hain

hum aashiqi har lamhe mein

farma bhi sakte hain

lekin bina deedar ke

wo lamha bhi kya lamha hai

mehjabi tu, khwaab si tu

ya koi neemat hai tu

ya koi nur, ya koi shabnam

ya ek inayat hai tu

dil ye gulzar sa, pahli baar sa

ye khumar aaj kyun hai

dil ye gulzar sa, pahli baar sa

ye khumar aaj kyun hai

dekhiye janab, dekhiye janab

dekhiye janab tumhari adaye

in adao pe hi mar mite

aur aahe bharte hain

lekin labo se apne puchho

humara dil gustakh kyun hai

mehjabi tu, khwaab si tu

ya koi nimat hai tu

ya koi nur, ya koi shabnam

meri ibadat hai tu

dil ye gulzar sa, pahli baar sa

ye khumar aaj kyun hai

dil ye gulzar sa, pahli baar sa

ye khumar aaj kyun hai

Explore this song