Roman script
teri aankh ka jo ishara na hota teri aankh ka jo ishara na hota to bismil kabhi dil hamara na hota teri aankh ka jo ishara na hota to bismil kabhi dil hamara na hota teri aankh ka agar phul teri hasi na churate to bechare bago ke dil tut jate agar phul teri hasi na churate to bechare baago ke dil tut jate chaman ki ye mehfil na aabad hoti chaman ki ye mehfil na aabad hoti baharo ka aisa nazara na hota teri aankh ka jo ishara na hota to bismil kabhi dil hamara na hota teri aankh ka na hote agar gesuo ke ye saye kaha jate ham chot dil ki dabaye na hotey agar gesuo ke yeh saye kaha jate ham chot dil ki dabaye mohabbat ka rahi bhatakta hi rehta mohabbat ka rahi bhatakta hi rehta teri zulf ka jo sahara na hota teri aankh ka jo ishara na hota to bismil kabhi dil hamara na hota teri aankh ka tera sath hai to safar hai suhana teri hi badaulat haseen hai zamana teraa saath hai to safar hai suhana teri hi badaulat hasin hai zamana agar hath mei tera daman na aata agar haath mei tera daman na aata kahi bhi hamara guzara na hota teri aankh ka jo ishara na hota to bismil kabhi dil hamara na hota teri aankh ka
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Nai Roshni (1967)
- Composer: Ravi
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Mala Sinha
- Actor: Raaj Kumar
- Actor: Tanuja
- Actor: Biswajeet
- Actor: Sulochana
- Actor: Asit Sen
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Bhanumati
- Actor: Sailesh Kumar
Song video
actor: Tanuja, Sailesh Kumar