Roman script

har raat har raat har raat har raat

har raat mai kitna tanha hota hu 

har raat mai kitna tanha hota hu 

teri yaad bichhake sota hu 

teri yaad bichhake sota hu 

furkat ki furkat ki furkat ki

behki chaadar se sapno ki sej sanjota hu

teri yaad bichhake sota hu 

teri yaad bichhake sota hu 

har raat mai kitna tanha hoti hu

teri yaad bichhake soti hu

teri yaad bichhake soti hu

chaahat ki hasrat me ab to waqt gujarata nahi

tere bagair jaane jigar chain kabhi ab aata nahi

mere darde dil ki dawa tu meri raheton ki duwa tu

har raat mai kitna tanha hota hu

teri yaad bichhaake sota hu teri yaad bichhaake sota hu 

hai duriya jo darmiya bechainiya badhati meri

ehsaas ki najdikiya khwaahisho ko jagati meri

saanso me teri aarju hai tu hi tu meri rubaru hai

har raat mai kitna tanha hota hu

teri yaad bichhaake sota hu teri yaad bichhaake sota hu 

furkat ki furkat ki furkat ki

behaki chaadar se sapano ki sej sanjota hu

teri yaad bichhaake sota hu 

teri yaad bichhaake sota hu

Explore this song