Roman script

teri bindiya uda ke le gayi meri nindiya

mai jaag raha hu, so gaya sara india

meri bindiya uda ke le gayi teri nindiya

tu jaag raha hai, so gaya sara india

teri bindiya uda ke le gayi meri nindiya

meri bindiya uda ke le gayi tere nindiya

meri jaan kisi ki jaan ko jate dekha hai

mai jaan luta dunga tujhpe yeh socha hai

tu ek lutera hai, dil tune luta hai

mai kya janu tu sachcha hai ke jhutha hai

tune kar liya kabu, jadu mujhpe kiya kiya

tune kar liya kabu, jadu mujhpe kiya kiya

mai jaag raha hu, so gaya sara india

oye oye oye 

meri bindiya uda ke le gayi tere nindiya

meri bindiya uda ke le gayi tere nindiya

maine jab se diya hai jan-e-man yeh dil tujhko

mujhe teri kasam hai chain nahi ek pal mujhko

halat mere bhi kuchh kuchh tere jaisi hai

bechain bada karte hai mohabbat kaisi hai

abb kya darna, jab pyar kiya toh kiya kiya

abb kya darna, jab pyar kiya toh kiya kiya

mai jaag raha hu, so gaya sara india

teri bindiya uda ke le gayi meri nindiya

meri bindiya uda ke le gayi tere nindiya

Explore this song