Roman script

tere pyar ka kya jawab du

mai ye sochti hu mai kya kahu

inkar karne ka hak to hai

ikrar karne ka hak nahi 

mujhe pyar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

tujhe dar nahi hai samaj ka

tujhe dar nahi hai samaj ka

kisi rasam ka ya riwaz ka

mere dil ke jakham siyega tu

mai jahar bhi hu to piyega tu

teri baat sach hai magar

mujhe atbaar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

meri aarzu to wo kar sake

meri aarzu to wo kar sake

meri mang koi na bhar sake

meri jindagi to na khil sake

mai jo maut mangu na mil sake

yahi faisla hai nasib ka

takraar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

mujhe bhul ja mujhe jaan le

mujhe bhul ja mujhe jaan le

meri bebasi pahchan le

na mai soj hu na mai saaz hu

mai kisi gunah ka raaz hu

khamosh rahne ka hak to hai

khamosh rahne ka hak to hai

izhaar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

mujhe pyar karne ka hak nahi

Explore this song