Roman script
tere pyar ka me diwana mat samjhe tu begana kasam tere hothon ki hans ke tu bol lakhiye badnam na kar mahfil me rakh pyar chupa kar dil me kasam tere jalwo ki tu mera pyar mundiya ishq hai chadhti aandhi isko kaun daba kar rakhe aag jaha par lagi ho dhuye ko kaun chupa kar rakhe yahi aag hai yahi naag hai yahi raag mastana tere pyar ka me diwana mat samjhe tu begana kasam tere hothon ki hans ke tu bol lakhiye pyar hai bahata dariya roke kaun rawani iski jitna hi tufaan me aaye bahae jawani iski ghada hai kacha man muje paar hai kar jana badnam na kar mahfil me rakh pyar chupa kar dil me kasam tere jalwo ki tu mera pyar mundiya
Song details
- Singer: Mahendra Kapoor
- Singer: Suman Kalyanpur
- Film / album: Bombay Race Course (1965)
- Composer: Madan Mohan
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Ajit
- Actor: Nalini
- Actor: Jaywant
- Actor: K N Singh
- Actor: Minu
- Actor: Mumtaz
- Actor: Murad
- Actor: Johnny Walker
Song video
singer: Mahendra Kapoor, Suman Kalyanpur