Roman script

tere naina kyo bhar aaye

tere naina kyo bhar aaye

tere naina kyo bhar aaye

wo hai sabka rakhvala

tu kahe ko ghabraye

tere naina kyo bhar aaye

tere naina kyo bhar aaye

ye aansu aur ye dukh

sare le ja prabhu ke dware

le ja prabhu ke dware

wo hi tuti aas bandhaye

bigade kaj sanvare

bigade kaj sanvare

dwar se uske koyi khali

hath naa vapas jaye

tere naina kyo bhar aaye

tere naina kyo bhar aaye

jeevan ki yeh dhup chhanv

sab hai khel tamasha

sab hai khel tamasha

mann se aankh michauli

khele aasha aur nirasha

khele aasha aur nirasha

aaj hai dukh to kal sukh

hoga kahe nir bahaye

tere naina kyo bhar aaye

tere naina kyo bhar aaye

tere naina kyo bhar aaye.

Explore this song