Roman script

tere mere bich me 

tere mere bich me kaisa hai yeh bandhan anjana 

kaisa hai yeh bandhan anjana

maine nahin jana tune nahin jana 

maine nahin jana tune nahin jana 

tere mere bich me kaisa hai yeh bandhan anjana

ek dor khiche dooja dauda chala aaye

ek dor khiche dooja dauda chala aaye

kacche dhage me bandha chala aaye

aise jaise koi

aise jaise koi diwana 

aise jaise koi diwana

maine nahin jana tune nahin jana 

maine nahin jana tune nahin jana

tere mere bich me kaisa hai yeh bandhan anjana

pehanungi me tere hatho se kangna 

pehanungi me tere hatho se kangna 

jayegi meri doli tere hi aangna

chaye kuch karle 

chaye kuch karle jamana

chaye kuch karle jamana

maine nahin jana tune nahin jana

tere mere bich me kaisa hai yeh bandhan anjana

kitni jubane bole log hum joli 

kitni jubane bole log hum joli 

duniya me pyar ki ek hai boli

boli jo shama 

boli jo shama parwana

boli jo shama parwana

maine nahin jana tune nahin jana

tere mere bich me kaisa hai yeh bandhan anjana

kaisa hai yeh bandhan anjana

kaisa hai yeh bandhan anjana

Explore this song