Roman script

taakte rehte tujhko saanjh savere
nainon me haye nainon me haye
taakte rehte tujhko saanjh savere
nainon me bansiya jaise nain yeh tere
nainon me bansiya jaise nain yeh tere
tere mast mast do nain, mere dil ka le gaye chain
mere dil ka le gaye chain, tere mast mast do nain

pehle pehal tujhe dekha toh 
dil mera dhadka haye dhadka dhadka haye
pehle pehal tujhe dekha toh 
dil mera dhadka haye dhadka dhadka haye
jal jal utha hoon main shola jo pyaar ka 
bhadka haye bhadka bhadka haye
neendon me ghul gaye hain sapne jo tere
badle se lag rahe hain andaaz mere
badle se lag rahe hain andaaz mere
tere mast mast do nain, mere dil ka le gaye chain
mere dil ka le gaye chain, tere mast mast do nain
tere mast mast do nain, mere dil ka le gaye chain
mere dil ka le gaye chain, tere mast mast do nain
tujhse shuru hui tujhpe hi khatm ho 
duniya meri duniya duniya meri 
tujhse shuru hui tujhpe hi khatm ho 
duniya meri duniya duniya meri 
ye baat dil me thi naino ne bol di
main hu teri main hu main hu teri 
tujhko hi yaad karke aahe bharu me 
milke bhi mil na paau ab kya kru me 
milke bhi mil na paau ab kya kru me 
tere mast mast do nain, mere dil ka le gaye chain
mere dil ka le gaye chain, tere mast mast do nain
taakte rehte tujhko saanjh savere
nainon me bansiya jaise nain yeh tere
nainon me bansiya jaise nain yeh tere
tere mast mast do nain, mere dil ka le gaye chain
mere dil ka le gaye chain, tere mast mast do nain
tere mast mast do nain, mere dil ka le gaye chain
mere dil ka le gaye chain, tere mast mast do nain
tere mast mast do nain, mere dil ka le gaye chain
mere dil ka le gaye chain, tere mast mast do nain

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal

actor: Salman Khan, Sonakshi Sinha