Roman script

tere liye mere liye  tere liye mere liye 

ye pyar ye jawani bane hai kis liye

tere liye mere liye  tere liye mere liye 

ye pyar ye jawani bane hai kis liye

tere liye mere liye 

dilkash najaro se pucho 

rut ke isharo se pucho

are mera nahi hai bharosha 

koi baharo se pucho

ye phul itne sare khile hai kis liye

ye phul itne sare khile hai kis liye

tere liye mere liye  tere liye mere liye 

ye pyar ye jawani bane hai kis liye

tere liye mere liye 

kyu dil ko dhadka raha hai

dil ko maja aa raha hai

dekho ye mastana mausam 

hamko yu bahka raha hai

kaliyo pe ye bhawre ruke hai kis liye

kaliyo pe ye bhawre ruke hai kis liye

tere liye mere liye  tere liye mere liye 

ye pyar ye jawani bane hai kis liye

tere liye mere liye 

aankho me tujhko basaya mai tere dil me shamaya

ab pyar pe aaya joban joban pe ab pyar aaya

dil ko hasin arman mile hai kis liye

dil ko hasin arman mile hai kis liye

tere liye mere liye  tere liye mere liye 

ye pyar ye jawani bane hai kis liye

tere liye mere liye  tere liye mere liye 

tere liye mere liye 

ye pyar ye jawani bane hai kis liye

tere liye mere liye

Explore this song