Roman script

tere liye jina tere liye marna
tere liye jina tere liye marna
ho mitwa ho ho 
ho duniya se kya darna
ye jaan bhi use denge 
dil jisko diya mitwa 
tere liye jina
tere liye jina tere liye marna
tere liye jina tere liye marna
o mitwa ho ho 
ho duniya se kya darna
ye jaan bhi use denge
dil jisko diya mitwa 
tere liye jina
hawa ka jhoka hai najar ka dhokha hai
hawa ka jhoka hai najar ka dhokha hai
ho mitwa ho ho ho
ye duniya wo duniya 
bas mel dilo ka, khel dilo ka hai
mitwa bas tere liye jina
ye hi mohabbat hai yahi jawani hai
ye hi mohabbat hai yahi jawani hai
ho mitwa ho ho ho 
ulfat jo karte hain, un logo ki bas 
ye hi nishani hai mitwa
tere liye jina
wada nahi toda ho na ye kasam todi
wada nahi toda na ye kasam todi
ho mitwa ho ho ho 
hum jite ya haare, har haal me apni 
shan nahi chodi mitwa
tere liye jeena tere liye marna
ho mitwa ho ho ho 
duniya se kya darna
ye jan bhi use denge
dil jisko diya mitwa

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar