Roman script

tere kamre mein nahin aaungi 

tere kamre mein nahin aaungi 

tu bada satata hai 

main jaanti hun tu kis karan 

main jaanti hun tu kis karan 

julmi mujhe bulata hai 

tere kamre mein nahin aaungi 

subaha ka vaada tera 

tera sham talak na aana 

subaha ka vaada tera 

tera sham talak na aana 

sham ka kahakar jana 

tera suhab talak na aana 

teri baato mein nahin aaungi 

maaf kar do 

teri baato mein nahin aaungi 

tu mujhe bulata hai 

tere kamre mein nahin aaungi 

laaj se gora mukhada mera 

ho jata hai gulabi 

laaj se gora mukhada mera 

ho jata hai gulabi 

rang badal dete hai mera 

tere nain sharabi 

na na main mar jaungi 

na na main mar jaungi 

dil mera ghabrata hai 

tere kamre mein nahin aaungi

Explore this song