Roman script

tere jaisa mukhda pehle kahin dekha nahi saari duniya dekhi mene ho 

tere jaisa dil ka hansi pehle kahin dekha nahi saari duniya dekhi mene ho
itni mohabaat kisi ne  pehle to paai na hogi    

yaari aisi kisi ne pehle nibhai na hogi 
pyar ko hum tum duniya ka mazhab bana jayege
tere jaisa mukhda pehle kahin dekha nahi saari duniya dekhi mene ho
is duniya ka nahi hai tera ye dil kash nazara  

mere liye malik ne jannat se tujhko utara 
yaar ki khushi ka beema bana jayege
tere jaisa mukhda pehle kahin dekha nahi saari duniya dekhi mene ho 
tere jaisa mukhda pehle kahin dekha nahi saari duniya dekhi mene ho 
tere jaisa mukhda pehle kahin dekha nahi saari duniya dekhi mene ho
tere jaisa dil ka hansi pehle kahin dekha nahi saari duniya dekhi mene ho

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure