Roman script
kabhi aayato mein padha tujhe kabhi harf harf likha tujhe kabhi aayato mein padha tujhe kabhi harf harf likha tujhe kabhi dil se tujhko pukaar ke koyi sher apna suna diya bhula diya, bhula diya tere ishq mein khud ko bhula diya bhula diya, bhula diya tere ishq mein khud ko bhula diya ye ajib ishq ke khel hai jahaan lajjato mein kami nahi ye ajib ishq ke khel hai jahaan lajjato mein kami nahi kabhi maine tujhko hasa diya kabhi maine tujhko hasa diya kabhi tune mujhko rula diya bhula diya, bhula diya tere ishq mein khud ko bhula diya bhula diya, bhula diya tere ishq mein khud ko bhula diya teri raah se jo nikal gaye wo diwaane ban ke machal gaye teri raah se jo nikal gaye wo diwaane ban ke machal gaye kabhi humne ki teri arzoo kabhi humne ki teri arzoo to bata de ye kya gunaah kiya bhula diya, bhula diya tere ishq mein khud ko bhula diya bhula diya, bhula diya tere ishq mein khud ko bhula diya kabhi aayato mein padha tujhe kabhi harf harf likha tujhe kabhi dil se tujhko pukaar ke koyi sher apna suna diya bhula diya, bhula diya tere ishq mein khud ko bhula diya bhula diya, bhula diya tere ishq mein khud ko bhula diya
Song details
- Singer: Anand Raj Anand
- Film / album: Dus Kahaniyaan (2007)
- Composer: Anand Raj Anand
- Lyricist: Ibrahim Ashq
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Suniel Shetty
- Actor: Neha Uberoi
- Actor: Dino Morea
- Actor: Arbaaz Khan
- Actor: Anoop Soni
- Actor: Amrita Singh
- Actor: Aftab Shivdasani
- Actor: Mandira Bedi
- Actor: Masumeh Makhija
- Actor: Manoj Bajpai
- Actor: Sudhanshu Pandey
- Actor: Natassha
- Actor: Minissha Lamba
- Actor: Nana Patekar
- Actor: Neha Dhupia
- Actor: Apoorva Lakhia
- Actor: Rohit Roy
- Actor: Anuradha Patel
- Actor: Dia Mirza
- Actor: Tareena Patel
- Actor: Jimmy Sheirgill
- Actor: Naseruddin Shah
- Actor: Vishwajeet Pradhan
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Mahesh Manjrekar
- Actor: Parmeet Sethi
- Actor: Shabana Azmi
Song video
actor: Sunil Shetty, Aftab Shivdasani, Neha Dhupia